method of finding hardware and software fault of mobile phone
India मे cell phone user की संख्या इतनी speed से बड रही है की India world मे दुसरा सबसे ज्यादा Mobile phone use करने वाला देश बन गया है
कीमत मे होती गिरावट और बेहतर features मिलना इसका main कारण है इसी वजह से छोटे शहरो से लेकर महानगरो के हर गली मोहल्ले मे अपको Smartphone repairing कि दुकान मील जाती है
मोबाइल फोन repairing me kaise jane ki hardware ya software faults

इस मामले मे Basic Handsets की repairing करने वालो की कमी नाही है लेकिन आपको Expensive और Branded smart phone jaise
htc mobile Apple i phones mobile phone blackberry phone Samsung mobile phone Panasonic phone Microsoft smart phone repair करवाने के लिये लोगो को परेशान होना पडता है
बाजार मे Expensive smartphone कि servicing देने वाले लोगो कि कमी है आप खास तरह की ट्रेनिंंग ले कर पुरे Self-confidence
के साथ ब्रांडेड smart phones की repairing मे महारत हासिल कर सकते हो और अपनी आमदनी बडाई जा सकती है
friends cell phone chahe kisi company ka ho usme hardware ya software kisi bhi section me problem aa sakti hai
Android Mobile Phone Me Custom Rom Flash Kaise Kare bina PC ke
SONY ERICSSON – MOTOROLA – HTC – BLACKBERRY – ACER – ASUS – OPPO – ALCATEL – BLU – LAVA – XOLO – ONE PLUS – ZTE – GIONEE – VODAFONE – VIVO – INTEX – LENOVO – XIAOMI – HUAWEI – LG MOBILE – ZEN MOBILE – NOKIA MOBILE – MICROMAX MOBILE
cell phone Battery ka volt check kare, 3.7 volt se kam ho to battery ko full charge kare aur fir lagaaye.
mobile me dusri battery ko lagataar check kar le.
phone Battery aur battery connector ke point ko CTC liquid se clean Kare.
Battery connector change kr ke dekhe
Mobile phone pcb board ko acchi tarah se clean kare
mobile camera fault ko kaise solve kare मोबाइल फोन कैमरा नोट working फाल्ट
cell phone ko charging me lagakr dekho battery charge ho rahi hai ya nahi.
Agar charging ho raha hai icon screen par show hota hai lekin mobile on nahi ho paata hai to.
On off switch par 2 se 3.5 volt nahi aa rahe hai to battery ke + point se judi coil check karo.
On off switch ko scratch aur clean karo damage ho to change karo.
On/off switch ke pass lage resistance aur On/off switch ke track ko check karo Track ka connection open hai to jumper lagaye
Mobile Phone Battery ki jankari और बैटरी में उपयोग किए जाने वाले धातु lithium
power IC ke pass waale components ko check kare POWER IC par packing lagaye
agar on/off switch par 2.5 se 3.5 volt aa raha hai to mobile phone me naya software update karwaye
Mobile phone software flash hone me error aakar stop ho raha hai to dubara try kare
Fir bhi software flashing nahi ho paa rahi hai to flash ic (memory ic) ko heat de uske baad fir flash kare
agar eske baad bhi flashing nahi ho pa rahi hai to Flash ic ko resold aur change kare aur fir flash kare
Software flash karne ke baad bhi phone switch on nahi ho paata hai to power ic aur cpu par Heat de.
Power ic aur CPU ( centre processing unit ) par Heat dene par bhi problem solve na ho to power ic ko reboll aur change kare.
chahe kisi brand ka mobile phone ho inke hardware section or software section ke fault testing ke ek jaise hi tarike lagaya jata hai
job mobile phone puri tarah band ho power on nahi ho rahe mobile phone ko AC/DC machine se connect kerte hi machine me shorting
prapt ho rahi ho to mobile phone hardware section ko kharab hone ke liye chack kare
battery charging problem ko kaise thik kare
power on nahi ho rahe cell phone ko ac/dc machine se connect karke mobile on karne par
machine current display me normal current (1-.5) aa raha hai lekin power key chhodte hi
curent nahi darshata hai to cell phone ke hardware section ko kharab hone
ke liye check kare
power on nahi ho rahe mobile phone ki power key ko dabbakar any key ke andar ya bahar
wale sire par jis par current prapt horaha ho par (1.8 se 2.8) volt check kare agar waha voltage
power key chhodte hi chale jate hai to cell phone hardware section sahi kare
power key chhodte hi ya kuch samay tak ya lagaatar key g par voltage bane rahte hai
to cell phone ko software repair kare
friends aapko ye jankari kaisi lagi aap hame comment kr ke jarur bataye agar aapka mobile phone repairing se related koi sawal hai to aap hamare se comment ke madhyam se pochh sakte ho dhanywaad
monu says
Karbonn k9 ka software kaise dale software problems hair sir
DEEPESH PANDOLE says
apne mobile phone ki firmware download kare pc me or flashing tool ki help se phone ki flashing kare
Pradeep kumar says
Mobile hkarab hone par usme dale jane wale sabhi software ke name and example
Pradeep kumar says
Whap name of use the mobile software fult
Pradeep kumar says
Mobile phone kharb hone par dale jane wale software ka name and example
kurmi amit says
Aur sur jb call karte hai toh kirr kirr ki abaaj aati hai kya priblem hai sir ji btaiye…plzzzz
Deepak Singh says
1. Bhai mere pass micromax a075 bolt hai usme software ki problem hai jab software dale toh shi chale ga software uninstall ya phone restart kra tog fir software dalwayo
2. Bad my jab pareshaan ho kr use rkha fir my nikala 1 2 month ke bad toh bolt bhi likh kr nhi ara hai
Problem ka solution do kya change kre
DEEPESH PANDOLE says
phone me latest firmware update karwao
Adil khan says
sir meri on krne PR kewal mobile ka name likh me aata hai to isme kya problem ho hai sakti
DEEPESH PANDOLE says
phone me new software dalwaye
rhohitash kumar says
Sir mera phone baar baar switch off on ho RHA h apne aap hi phone pura khulta hi nhi h plz btaye
DEEPESH PANDOLE says
mobile phone ki flashing karwaye
जितेन्द्र कुमार says
Mobile se service center wale kya kya nikaal sakte hai चोरी से और कि हमे पता ही ना चले
DEEPESH PANDOLE says
जितेन्द्र कुमार sirf aapka data le sakte hai lekin wo unke kisi kaam ka nahi hota
bhwesh kumar says
mobile on hai network v hai phir v call nahi ho pa raha hai .
electroexpart says
phone ko restore kre
arman says
Sir me Samsung mobile g313hu system format kiya tha kya kare comment kare jaldhi
electroexpart says
problem kya aa rahi hai
Abdullah says
Sir micromax canvas 5 me power on karte hai to Sirf company ka Naam likh ke aata hai or Jab tak battery khatam nahi ho jaati tab tak likha rahta hai Kya kare?
electroexpart says
Abdullah Phone me new Software dalwaye
Md Faiz khan says
Sir jab main koi video dekh rha hota Hun to mobile ka kuch function jaise video screen pr video length ka colum aa jaana, auto flash light on ho jaana, auto flight mode on ho jaana etc.
electroexpart says
Md Faiz khan phone ko Restore kare problem solve ho jayegi
Shyam jonwal says
Sir software dalne ke bad mobile me calling ki problem aa rahi hai
Call karne par server unreachable Bata raha hai phone on off karne par thodi der keliye think ho jata hai par phir wahi problem aa rahi hai
Deepesh Pandole says
Network IC problem h